Monday, April 27, 2009

In, November 12,2008 05:17PM

Mery sabr ka na ly imtahan meri khamoshyon ko sada na de
Jo teray baghair na g sakay,usy jenay ki tu dua na dy
Tu aziz dil-o-nazar say hai,tu kareeb rag-o-jigar sy hai
Meray jism-o-jan ka ye fasla,kahin waqt aur barha na dy
Tujhy bhol k na bhula sakon,tujhy chah k bhi na pa sakon
meri hasraton ko shumar ker,meri chahaton ka sila na dy
Tujhy agar milain kabhi fursatain meri sham phir se sanwar dy
Gar qatal karna hai to qatal kar,yun judaiyon ki saza na dy

No comments:

Post a Comment