ZaRa tham tham k baRsa kaR
abhi itna na Rotha kaR
Abhi duR hai manzil
Abhi khud ko na tanha kaR
TeRi ankhen samandaR hein
SamandaR ko na sehRa kaR
MeRa dil doob jata hai
Mujhe aise na dekha kaR
Hawa mujh se kahe pagal !
Na yun Raston me betha kaR
Wo 1 din choR jaye ga
Usay itna na chaha kaR.
No comments:
Post a Comment