Kabi yaadin, kabi sapne suhane bhej deta hai
mujhe aksar woh yaadon k khazane bhej deta hai
main jab guzare dinon ki talkhiyon ko bhol jata hon
mujhe phir se koi beete zamane bhej deta hai
kabi kasmin, kabi
Ehd_e_wafa_o_ hosla de kar
hamain woh zinda rehne k bahane bhej deta hai....
No comments:
Post a Comment