Sabhi jazbat khayalaat badal jate hain
Yoon mohabbat mein ye din raat badal jate hain
Piyar to un ko bhi hami se hai magar jane q
Ham karain baat to woh baat badal jate hain
Aik sa waqt mohabbat mein kahan rehta
hai
Gardish-e-waqt se halaat badal jate hain
No comments:
Post a Comment