Zara tham tham k bersa kr
Abhi itna na roya kr
Abhi to door hai manzil
Abhi khud ko na tanha kr
Teri aankhein samandar hein
Samandar ko na sehra kr
Me ra dil doob Jaata hai
Mujhe aise na dekha kr
Hawa mujhse kahay pagal
Na yoon raaston mein betha kr
Wo ik din chhor Jayega
Usay itna na chaha kr.."
No comments:
Post a Comment