Kiun aye thay kiun aye thay
kiun piar k deep jalaye thay
jab itna he tarpana tha
jab hijar main he sulgana tha
hum khub mazay say sotay thay
masoomay sapnay hotay thay
hum bhool k bhi na rotay thay
kiun chain churaye thay
koi waqt ka bhi ahsaan na tha
koi gham bhi hamaray pas na tha
aisay dil udas tu na tha
No comments:
Post a Comment