Laghzishon say maawra tu b nahi main b nahi,
Donon insan hain khuda tu b nahi main b nahi,
Tu muje, or main tuje ilzam daitay hain magar,
Apnay ander jhankta tu b nahi main b nahi,
Maslehat" ne kar dia donon main peda ikhtlaaf,
Warna fitrat ka bura tu b nahi main b nahi,
Mukhtalif simton main donon ka safar jari raha,
ik lamha ko ruka tu b nai main b nai,
Chahtay donon bohat 1dosray ko hain mgar,
ye hqiqat manta tu be nhi main b nhi..!
No comments:
Post a Comment