Monday, November 30, 2009

In, March 01,2009 03:37PM

Wo zindagi ki thakawat utaar deta hai,

Milaae aankh to duniya sanwar deta hai,

Juda hone lga to kaha us ne inksaari se,

Tmaam umar bhala kon pyar deta hai.

No comments:

Post a Comment