Monday, November 30, 2009

In, March 08,2009 09:45AM

Ajab kurb ka Aalam hai meri
Dil ki basti par..!

Ghata b chaayi hai barsat b nhi hoti,

Bohat kuch kehna hai tum se aaj mgr,

Silay hain hont koi baat b nhi hoti,

Ajeeb rang badalta hai asar ka suraj,

K sham khafa hai or raat b nhi hoti,

Mai us ki zaat ka hisa b ban nhi skta,

Juda us say meri zaat b nahi hoti.

No comments:

Post a Comment