~Ghazl~
"Muhabaton ne kaisa kamaal kar dala...."
"Humain to udasyon ki misaal kar dala..."
"Kabhi milain to pouchain gay ik dosray se"
"K kis ko kis k gham ne nidhaal kar dala"
"Tu bata us se kya kahon ga mein"
"Meri udasi pe jo kisi ne sawaal kar dala"
"Suna tha zindagi ka safar bohat mushkil hai"
"Or hum ne ker k muhabbat isay or b muhaal kar dala."
"Kuch hum b maum k thay or kuch tum ne b"
Zindgi ko shaulon ki shaal kr dala"
No comments:
Post a Comment