*AAJAO LAUT K*
Khamosh palko pe dariya ruka hy abhi
tumhare intezar me 1 lamha ruka hy abhi
sadiyon ka fasla tay kar liya humne
sirf do qadmo ka safar ruka hy abhi
waqt k sagar pe rawan ho tum ye jaan lo
tumhare pyar k liye ek shaks ruka hy abhi
aajao k zindagi tamam na ho jaye meri.
barey ehtamam se maut ko tala hy abhi
sadayen de de k be_awaz na ho jaun kahin me
aajao laut k ek jumla meri zuban pe ruka hy abhi.
No comments:
Post a Comment