Friday, January 1, 2010

In, November 05,2009 8:41PM

Kitna Ikhtiyar Tha Us Ko Apni Chahat Pey,
Jab Chaha Yaad Kiya Jab Chaha Bhula Diya,
Janta Tha Wo Mujh Ko Behlane K Her Andaaz,
Jab Chaha Hansa Diya Jab Chaha Rula Diya,
Dil B Us Ka Tha Pyar B Us Ka Tha,
Jab Chaha Mera Naam Likha Jab Chaha Mita Diya.

No comments:

Post a Comment