Kabi chahton main chupa liya,
kabi nafRaton mai jala diya. . .
Kabhi hans k hum ko mana liya,
kabi aansouon mai baha diya. . .
teRi Dosti b ajeeb hai,
kabi khushbo bn k bikhaR gai,
kabi lamha bhaR main guzaR gai. .
Kabi jugnoo bn k chamak uthi,
kabi mil k phiR se bichaR gai.
"TERI DOSTI B AJEEB HAI" ...
No comments:
Post a Comment