Tu lafz0n ki tarhan mujhsy kitaab0n main mila kar
Log0n ka tujhy darr hai tou khawb0n main mila kar
Main jisey choo kar mehsous kr sakun
Tu masti ki tarhan mujhsy sharab0n main mila kar
Pholon ka khusbo sy tal'luq hai jis tarhan
Usi tarhan tu mujhsy gulab0n main mila kar
Main b insan ho0n mujhe b darr hai behkne ka
Usi wasty tou mujhsy hijab0n main mila kar
No comments:
Post a Comment