Monday, February 1, 2010

In, December 04,2009 6:51PM

Aadat hai aapki yad Aane ki .

In Aankho ko
Aapki ek jhalak paane ki .

Hamari to
Tamanna thi
Aap ko paane ki

Par shayad
Aapki Aadat hai
Hame tarpane ki.

No comments:

Post a Comment