Friday, April 30, 2010

In, December 08,2009 7:17AM

Rooth mat jana humen manana nahin aata,

Dekho door mat jana humen bulana nahin aata,

Chahe woh bhool jae uski marzi,

Hum kya karen humen bhul jana nahin aata,

Tujhy chahty hein be-intiha pr chahna nahi aata,

Ye kesi mohabat hai k hamein kehna nahi aata,

Zindagi main aa jao hmari zindagi ban kar,

K tery bin hamein zinda rehna nahi aata,

Hrpal tujhy bus tujhy duaon main mangty hain,

Kia krein k tumhary siwa kuch mangna nahi aata,

No comments:

Post a Comment