In, December 16,2009 4:15PM
Mere intizar ki rahat ho tum,
mere DIL ki chahat ho tum,
tum ho to ye duniya hai,
main kaisy kahon k mere liye kiya ho tum,
Chalo main bataon kiya ho tum.?
cho kar jo guzar jaye wo hawa ho tum,
main ne jo mangi wo duaa ho tum,
kare mujh ko jo roshan wo diya ho tum,
fiza me mehkti Ek sham ho tum,
piyar me chalakta jam ho tum,
meri zindagi ka dosra naam ho tum,
bujti zindagi ki saans ho tum,
phir kaise na kahun meri jan ho tum.
No comments:
Post a Comment