Suno zindagi apni hans k basr krna,
Nafraton k rasty py na safar krna,
Suno wafa na ho to dosti adhori ha,
Dosti k safar me wafa ki fikr krna,
Suno zamana jitna b ho hamdard tmhara,
Zamany ko na shareek-e-safar krna,
Suno dosti hr kisi ka mukadar nahi hoti,
Mily jo to is ki kadr krna
No comments:
Post a Comment